Meer-E-Kaarwan Song lyrics

MEER-E-KAARWAN

Meer-E-Kaarwan Song lyrics from the movie Lucknow Central composed by Rochak Kohli and sung by Amit Mishra and Neeti Mohan. Lyrics were written by Adheesh Verma. Farhan Akhtar, Diana Penty, Gippy Grewal, Ronit Roy, Deepak Dobriyal, InaamUlHaq and Rajesh Sharma are leading actors in this movie. Lucknow Central is directed by Ranjit Tiwari.

 

Details:

Song- Meer-E-Kaarwan

Movie- Lucknow Central

Singer- Amit Mishra and Neeti Mohan

Music- Rochak Kohli

Lyrics- Adheesh Verma



 

LYRICS


O bandeya..o bandeya
O bandeya..o bandeya
O bandeya..o bandeya
Teri manzilein
Hui gumshuda
Phir bhi raasta hai
Tera mehermaan..
O meer-e-kaarwan
Teri raahon pe rawaan
Ki mere naseebon mein
Ho koi to duaa..
O meer-e-kaarwan
Le chal mujhe wahan
Ye raat bane jahan subhah
Meer-e-kaarwan
O meer-e-kaarwan..
Aaa..bas kar dil ab
Bas kar bhi..
Hoo..bas kar dil
Bas kar bhi uss raah jaana hi nahi
Pal do pal ka saath safar
Phir hogi judaa rehguzar
Nadiya thaam ke jo behte rahe
Milte hain woh kinare kahan
O meer-e-kaarwan
Teri raahon pe rawaan
Ki mere naseebon mein
Ho koi to duaa..
O meer-e-kaarwan
Le chal mujhe wahan
Ye raat bane jahan subhah
Meer-e-kaarwan
O meer-e-kaarwan..
Ooo…
Bahaar kyu tere darr na aati
Hai kya bharam jo nazar dikhati
Ab aur kitni ye raat baaki
Hai raat baaki ye raat baaki
Nighal na jaayein mujhe ye saaye
Gale mein ghut ti hain sard aahein
Bata o bande kyu maat khaye
Kyu maat khaye..
Haan..
Laage na dil ab..laage nahi
Haan..
Laage na dil ab..laage nahi
Mere pairon tale nikli jo zameen
Iss basti mein tha mera ghar
Usey kis ki lagi phir nazar
Woh jo sapno ka tha kaafila
Aisa jhulsa ki ab hai dhuaan
O meer-e-kaarwan
Teri raahon pe rawaan
Ki mere naseebon mein
Ho koi to duaa..
O meer-e-kaarwan
Le chal mujhe wahan
Ye raat bane jahan subhah
Meer-e-kaarwan
O meer-e-kaarwan..
Chal akela raahi
Chal chal akela raahi
Haafiz tera ilaahi
Haafiz tera ilaahi..(x4)

 

 See Also From LUCKNOW CENTRAL Movie

Leave a Reply