tere liye sanam re lyrics

GAZAB KA HAI YEH DIN

Gazab Ka Hai Yeh Din lyrics from the movie Sanam Re composed by Amaal Mallik and sung by Arijit Singh. Lyrics were written by Manoj Muntashir. Pulkit Samrat, Urvashi Rautela, Yami Gautam and Rishi Kapoor are leading actors in this movie. Sanam Re is directed by Divya Khosla Kumar.

 

Details:

Song- Gazab Ka Hai Yeh Din

Movie- Sanam Re

Singer- Arijit Singh

Music- Amaal Mallik

Lyrics- Manoj Muntashir



 

LYRICS


Hoo..hey..mmm
Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhudhega hume ye zamana kahan
Ye sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah..hoo
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Hoo..gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Hoo..hey..mmm
Paani hu paani mai
Haan behne do mujhe
Jaisa hu waisa hi
Rehne do mujhe..
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theherna mujhko
Aata hai kahan
Ye sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah..hoo
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah..hmm
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Neeli hai kyu zameen
Neela hai kyu sama
Lagta hai ghaas par
Soya aasmaan..
Ye mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe
Aazadiyan meri..
Ye sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah..woo
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Hoo..gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhudhega hume ye zamana kahan
Ye sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hai har jagah..mmm
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Dekho zara…
Hoo..hey..mmm

 

    See More From SANAM RE Movie

 

 

Leave a Reply