O Saathi lyrics

AFIYA

Afiya lyrics from Shab movie composed by Mithoon and sung by Mohammed Irfan and Arun Daga. Lyrics written by Amitabh Verma. Ashish Bisht, Arpita Chatterjee and Raveena Tandon are leading actors in this movie. Ok Shab is directed by Onir.

 

Details:

Song- Afiya

Movie- Shab

Singer- Mohammed Irfan and Arun Daga

Music- Mithoon

Lyrics- Amitabh Verma



 

LYRICS


Afiya man mein afiya
Or kahi pe hai bhi kahan
Man tera chaahe sirf wafaein
Bepanah bepanah
Teri ibadat tera yakeen hai
Afiya afiya…(x2)
Ik dua bass ik dua
Or to kuch maanga na tha
Kyu hai sab tujhse khafa iss tarah..iss tarah
Afiya man mein afiya
Or kahi pe hai bhi kahan
Kyu hai mehfil tanha tanha
Nazaron mein hai sehra sehra
Kyu hai subaha shab ki tarah
Har lamha hai thehre thehra
Na noor ki hai barsaatein
Na chain sukoon ki baatein
Ae khuda bata de ab to
Kya hai maajara
Gumsum gumsum hai pal pal
Gumkeen sa aalam hai
Chhute apne hai saare
Ashkhon ka ye mausam hai
Ab kaisa ye dastoor
Sab tujhse hai door
Koi samjhe na tera jazbaa
Man tera chaahe sirf wafaein
Bepanah bepanah
Teri ibadat tera yakeen hai
Afiya afiya…
Ik dua bass ik dua
Or to kuch maanga na tha
Kyu hai sab tujhse khafa iss tarah..iss tarah
Afiya man mein afiya
Or kahi pe hai bhi kahan
Afiya man mein afiya
Or kahi pe hai bhi kahan..!!

 

    See More From SHAB Movie

 

 

Leave a Reply