Prem Mein Tohre lyrics

AAZADIYAAN

Aazadiyan lyrics from Begum Jaan movie composed by Anu Malik and sung by Sonu Nigam and Rahat Fateh Ali Khan. Lyrics were written by Kausar Munir.Vidya Balan is lead actor in this movie. Begum Jaan is directed by Srijit Mukherji.

Details:

Song- Aazadiyan

Movie- Begum Jaan

Singer- Sonu Nigam and Rahat Fateh Ali Khan

Music – Anu Malik

Lyrics- Kausar Munir



 

LYRICS


Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah ye aazadiyaan….(x2)
Teri yeh ataari
Teri yeh zameene
Teri yeh katari
Teri yeh lakeere
Ghar mera hai kaha bas yeh bata
Ho..
Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye aazadiyaan
Aazadiyaan ho aazadiyaan
Ho ..aazadiyaan aazadiyaan
Aazadiyaan ho aazadiyaan
Ho ..aazadiyaan aazadiyaan
Laadla lakdi ka jhula
Sanwla mitti ka chulha
Sohni mohni maa hai kahan
Natkhati si meri galiyaan
Nazron ki chhupan chupaiyaa
Gori gori baahein kahan…
Hai woh chhat taare kahan
Hai woh chaubare kahan
Ho ..hai woh dariyan kinare kahan..
Hind pe tha naaz jinko
Hai woh kahan
Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazadiyaan
Teri yeh dastak
Teri yeh muthi
Tujhko mubarak
Teri yeh mitti
Ghar mera hai kahan itna bata
Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazadiyaan
Azadiyaan ho .. aazadiyaan
Ho .. aazadiyaan..
Aazadiyaan…
Reh gayi rassi pe chunri
Reh gayi khunti pe kurti
Reh gayi woh laaj kahan
Reh gaya gummad mein Allah
Reh gaya furkat mein Rabba
Reh gaya woh Ram kahan
Hai hari se woh kahan
Hai kari se woh kahan
Pehle chaman woh batao kahan
Hind pe tha naaz jinko hai woh kahan
Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazadiyaan
Teri yeh hukumat
Teri yeh hidayat
Teri yeh himakat
Tujhko mubarak…
Ghar mera hai kahan sirf yeh bata..ohh..
Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah yeh aazadiyaan
Aazadiyaan ho .. aazadiyaan
Ho .. aazadiyaan
Aazadiyaan…. (x2)

 

    See More From BEGUM JAAN Movie

Leave a Reply