Mehrama Song Lyrics

Mehrama Song Lyrics – Love Aaj Kal 2 | Kartik | Sara

Mehrama song lyrics from the movie Love Aaj Kal 2 composed by Pritam and sung by Darshan Raval & Antara Mitra. Lyrics of Mehrama song were written by Irshad Kamil. Kartik Aaryan, Sara Ali Khan & Arushi Sharma starring this movie. Love Aaj Kal 2 is directed by Imtiaz Ali.



Lyrics

Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaha bahut baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai

Main na ponhchoon kyu wahan pe
Jaana chaahoon main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

Oh meharma kya mila
Yoon juda hoke bata

Jo shor ka hissa hui
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse
Juda hi karti rahe
Bolun magar na baatein karoon
Yeh kya hoon main

Sab hai lekin
Main nahin hoon
Woh jo thoda tha sahi
Woh hawaa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrama kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

Yun to yeh jaha paa liya
Maine hi mujhe paaya na
Hoke auron saa jaane kyun
Jeena hi mujhe aaya na

Duniya main itna uljha
Khud se main toota hoon
Mujhse hamesha
Main hi piche chhoota

Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama kya mila
Yoon juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma kya mila
Yoon juda hoke bata